

Sirf Ledger Hi Nahi Aap Kisi Bhi Important Data Jaise GST Invoice, Balancesheet, Trial Balance Etc Ko Aasani Se Export karke Send kar Sakte Hai.
#HOW TO PASTE LEDGER NAME IN TALLY 7.2 PDF#
Toh Is Tarah Se Aap Kisi Bhi Ledger Ko Export karke Usko PDF Me convert karke Aasani Se Send Kar Sakte Hai. Ab Aap Is Export Ki Hui PDF File Ko Aasani Se Us party Ko Whatsapp Ya Email ke Through Send kar Sakte hai. STEP:10- Ledger Ki PDF File Ko Open Karne par Aapko party ki Puri Details Show Ho Jaegi, Woh Bhi Details Format me. STEP:9-Ab Aapne Jis Drive Me Ledger Ko Export Kiya Tha Us Drive me Jaye, Aapko Ledger Ke Export File PDF Me Show Hogi ,Aap Simply Isko Open kare. Jaise Hi Aap Save karege Toh Data Aapki Di Hui Location ke According Us particular Drive Me Save Ho jaega. Sari details Ko Fillup Karne Ke Baad Simply Data Ko Yes Karke Save Kar le.

Page Size:- Aapko Us File Ka Page Size Select karna Hoga.Aur File Ka Naam Likhne Ke Baad Aap.PDF Extension jarur Lagaye Tabhi Wo File Export Hogi. Output File Name:-Aapko Us File Ka Kuch Alag name De Sakte hai, Jis Se Aapko Yaad Rahe.Export Location:- Aapko File Ko Save Karne ke Liye Koi Export Location Select Karni padegi, Kyuki Wo File Tab Usi Export Location Me Hi Export Hogi.Tally me Aksar Hum PDF Aur Excel File format Hi Select karte Hai, Data Ko Export Karne Ke Liye. Format:- Yaha Format Me Aapko kai Sare Formats Show Hoge But Aapko Simply PDF File Format Ko Hi Select Karna Hai.Language:- Language Me AAp Defult(All Languages) Ko Hi Select kare.

STEP:8- Ab Aapko Ledger Ko Export karne Ke Liye Kuch Simple Settings Hai, Unko Follow kare. STEP:7- Ab Aapke Samne Exporting Ledger Ki menu Open Hogi, Aapko Simple No Button Par Click Karna Hai, Kyuki Hame Export Ledger Ki Settings Me Kuch Alter Karne Hoga Tabhi Hum Ledger Details Ko Export Kar Sakege. STEP:6- Aapke Upar Ki Side me Aapko Export Ka Option Show Hoga Us par Click kare, Ya Phir Apne Keyboard Se (Alt+E) Press Kare. STEP:5- Ab Aapke Samne Us party Ka Ledger Open Ho Jaega. STEP:4- Ab Aapke Samane Name Of Ledgers Ki Sabhi List Open Ho Jaegi, Aapko Jis Bhi party Ke Ledger Ko Export Karna Hai Aap Us Party ke Ledger Ko Select karke Simply Click Kare. STEP:3-Accounts Book Me Jane Ke Baad Aap Simply Ledger Me Click Kare, Mai Aapko Bata Du Ki Hum Yaha Kisi party ke Ledger Ko Export Kar Rahe Hai, Aap Chahe to Balance Sheet, Trial Balance, Sale, Purchase Etc Kisi Ko Bhi Export Kar Sakte Hai. STEP:2- Ap Aap Accounts Books me Jakar Click Kare.
